SEARCH RESULTS
Showing search results for "rashk-e-jannat"
Ghazal MATCHES FOR "rashk-e-jannat"
Ghazal
vo jis pe rashk kare har ko.ii zamaane me.n
qalam kii shoKHi-e-tahriir chaahtaa hai dil
Faiyaz Rashk
Ghazal
ai 'rashk' ho jis se dil-e-dariyaa mutalaatum
aisaa ko.ii andaaz hii tuufaa.n me.n nahii.n hai
Sultan Rashk
Ghazal
rasm-e-shabbiirii davaam-e-ziist hai sultaan-'rashk'
ziist karnii hai agar to sarfaroshaana karo
Sultan Rashk
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
raushnii pahle bhii hotii thii magar 'sultaan-rashk'
aaftaab-e-subah-e-aazaadii kaa manzar aur hai
Sultan Rashk
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
sar-e-hastii to usii chashm-e-gurezaa.n se milaa
kyaa milaa 'rashk' sar-e-mimbar-o-mehraab mujhe
Sultan Rashk
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
sultaan-'rashk' KHud se shanaasaa.ii ke liye
dekhe.nge KHvaab fursat-e-taabiir jab milii
Sultan Rashk
Ghazal
hu.ii na qadr mehr kii KHuluus raa.egaa.n gayaa
rah-e-vafaa se 'rashk' ham vafaa-talab guzar ga.e
Rashk Khaleeli
Ghazal
ai 'rashk' tuu bataa ki tirii zindagii me.n kaun
kartaa rahaa hai hal ye mu'ammaat vaqt ke
Rakesh Sood Rashk
Ghazal
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
raabta hai lab-e-jaanaa.n se hame.n
kaam hai chashma-e-haivaa.n se hame.n
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
saajidaan-e-kuu-e-jaanaa.n kaa zamaana aur thaa
ju.nbishe.n vo aur thii.n vo aastaanaa aur thaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
kalaam-e-yaar kii taariif kis zabaa.n se ho
hai KHush-bayaanii-e-jaanaa.n bayaan se baahar
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
hijr-e-jaanaa.n me.n kahii.n jiine se marnaa behtar
zindagaanii ke maze ko yahii.n khalte dekhaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
naama-e-jaanaa.n hai yaa likkhaa mirii taqdiir kaa
KHat kii inshaa aur hai likhne kii imlaa aur hai
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
hai guft-o-shuniid aise se ai 'rashk' ki jis ne
gosha-e-sunva-o-lab-e-goyaa ko banaayaa