SEARCH RESULTS
Showing search results for "rashk-e-maah-e-kaamil"
Ghazal MATCHES FOR "rashk-e-maah-e-kaamil"
Ghazal
habiib kyuu.n na ho suurat bhii achchhii siirat bhii
har ek amr me.n tum rashk-e-maah-e-kaamil ho
Afsar Allahabadi
Ghazal
Nabi Bakhsh Nayab
Ghazal
KHaal-e-ruKHsaar ko daaG-e-mah-e-kaamil baa.ndhaa
chashm-e-maKHmuur ko kaunain kaa haasil baa.ndhaa
Hayat Madrasi
Ghazal
be-hijaab un ko shab-e-vasl jo dekhaa mai.n ne
chaa.nd se chehre ko rashk-e-mah-e-kaamil samjhaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
kyaa adaavat hai ki jis din se hu.aa huu.n zaKHmii
dekh jaataa hai vo rashk-e-mah-e-kaamil mujh ko
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
dil jal ke rah ga.e zaqan-e-rashk-e-maah par
is qaafila ko pyaas ne maaraa hai chaah par
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
nuur se apne ba.Dhaate raho 'kaukab' kii ziyaa
ho mubaarak tumhe.n rashk-e-mah-e-kaamil honaa
Kokab Muradabadi
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
lagtaa hai jis kaa ruKH-e-zebaa mah-e-kaamil mujhe
us ne hii samjhaa na lekin pyaar ke qaabil mujhe
Shahid Ghazi
Ghazal
jalva-farmaa ko.ii rashk-e-maah-e-kaamil ho gayaa
allah-allah ab kisii qaabil miraa dil ho gayaa
Fazal Husain Sabir
Ghazal
gar ek raat guzar yaa.n vo rashk-e-maah kare
ajab nahii.n ki gadaa par karam jo shaah kare
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
us rashk-e-mah kii yaad dilaatii hai chaandnii
har raat mujh ko aa ke sataatii hai chaandnii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
maah-e-kaamil ne mu.nh kii khaa.ii hai
aa.nkh jab aap se milaa.ii hai
Haji Shafiullah Shafi Bahraichi
Ghazal
Jauhar Zahiri
Ghazal
va.ada-KHilaaf kitne hai.n ai rashk-e-maah aap
sach to ye hai ki jhuuTo.n ke hai.n baadshaah aap
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
dil diyaa hai ham ne bhii vo maah-e-kaamil dekh kar
zard ho jaatii hai jis ko sham-e-mahfil dekh kar
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
ho na rusvaa-e-zamaana mah-e-kaamil kii tarah
mere siine me.n raho aa ke mire dil kii tarah
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
ye KHalish hai ki mah-e-nau mah-e-kaamil na banaa
dil banaa bhii to tirii yaad ke qaabil na banaa