SEARCH RESULTS
Showing search results for "ratab"
Ghazal MATCHES FOR "ratab"
Ghazal
pukhraaj ke gilaaso.n me.n hai laala-guu.n sharaab
sone kaa paanii pii ke hai ratab-ul-lisaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Natiq Gulavthi
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Meeraji
Ghazal
jaa.n kyuu.n nikalne lagtii hai tan se dam-e-samaa
gar vo sadaa samaa.ii hai cha.ng o rabaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vo baat kitnii bhalii hai jo aap karte hai.n
suno to siine kii dha.Dkan rabaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
kisii ke shiirii.n-labo.n se udhaar lete hai.n
miThaas shahd rutab chiinii qand misrii Dalii
Shahzad Qais
Ghazal
KHariidne ko jise kam thii daulat-e-duniyaa
kisii kabiir kii muTThii me.n vo ratan dekhaa
Gopaldas Neeraj
Ghazal
hamaare lams ne sab taar kas diye us ke
vo jhanjhanaane ko bekal rabaab ya.anii tuu
Mehshar Afridi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
na mai na sher na saaqii na shor-e-cha.ng-o-rabaab
sukuut-e-koh o lab-e-juu va laala-e-KHud-ruu
Allama Iqbal
Ghazal
jahaan-e-saut-o-sadaa me.n samaa nahii.n saktii
latiifa-e-azalii hai fuGaan-e-cha.ng-o-rabaab
Allama Iqbal
Ghazal
dil saa anmol ratan kaun KHariidegaa 'shakeb'
jab bikegaa to ye be-daam hii bik jaa.egaa
Shakeb Jalali
Ghazal
tum to kahte the rabaab ab mai.n tirii maanuu.ngaa
phir bhii tum der se ghar jaate ho had karte ho
Fauziya rabab
Ghazal
hiire ke nau-ratan nahii.n tere hu.e hai.n jam'
ye chaa.ndnii ke phuul magar khil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mai.n 'rabaab' is se ziyaada tujhe ab kyaa detii
zindagii mai.n ne tire naam pe vaarii paagal
Fauziya rabab
Ghazal
rabaab-e-isq na mizraab-e-husn kuchh bhii nahii.n
vo naGma-haa-e-tamannaa na vo sadaa.e.n rahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
hariim-e-ishq ke pardo.n se lau nikaltii hai
ye soz-o-saaz hai kis naGma-e-rabaab kii aa.nch