SEARCH RESULTS
Showing search results for "rauza"
Ghazal MATCHES FOR "rauza"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab to josh-e-aarzuu 'tasliim' kahtaa hai yahii
rauza-e-shaah-e-najaf-allaah dikhlaa.e mujhe
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
Abdul Halim Sharar
Ghazal
ab ke bhii rauza-e-aqdas pe rasaa.ii na hu.ii
aur phir shuumii-e-taqdiir kaa ronaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
zaahido rauza-e-rizvaa.n se kaho ishq allaah
aashiqo kuucha-e-jaanaa.n se kaho ishq allaah
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ye tire husn kaa aaveza jo mahtaab nahii.n
ka.aba-e-ishq nahii.n rauza-e-yak-KHvaab nahii.n
Aamir Suhail
Ghazal
dekho aaqaa kii galii aur vo rauza dekho
apnii nazro.n ko sukuu.n baKHsh do ka.aba dekho
Rakhshan Hashmi
Ghazal
phir 'amaanat' miraa dil bhuul gayaa aish o tarab
phir mujhe rauza-e-sultaan-e-zaman yaad aayaa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
Afroz Rizvi
Ghazal
kuucha-e-yaar ko da.avaa hai ki jannat mai.n huu.n
KHuld kahte hai.n kise rauza-e-rizvaa.n kaisaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Gam-e-duurii se tire kuuche ke royaa aashiq
vaa.n se jab rauza-e-rizvaan use laa.e qariib
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
us huur ke kuuche me.n bhare ham jo dam-e-garm
mardum ne kahaa rauza-e-rizvaa.n me.n lagii aag
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
yaa.n us galii saa kab ko.ii bustaa.n hai duusraa
haa.n kuchh jo hai to rauza-e-rizvaa.n hai duusraa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
hiddat-e-diid nigaaho.n kii 'ibaarat se nikal
aur yaKH-basta mire rauzan-e-tahriir me.n aa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
jab jalva-haa-e-vaadii-e-aiman nazar me.n ho.n
KHaatir se vahm-e-rauza-e-rizvaa.n nikaaliye
Sahir Dehlavi
Ghazal
az-farsh taa-ba-arsh munavvar usii se hai
aisii chamak hai rauza-e-aalii-janaab kii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
kasrat-e-KHaar rah-e-shauq ilaahii tauba
kahii.n pahu.nche to nahii.n rauza-e-rizvaa.n ke qariib
Natiq Gulavthi
Ghazal
vo nau-bahaar-e-husn bhii is raah se gayaa
har naqsh-e-paa ko rauza-e-rizvaa.n kiye hu.e