SEARCH RESULTS
Showing search results for "rauzan"
Ghazal MATCHES FOR "rauzan"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vahshat kaa sabab rauzan-e-zindaa.n to nahii.n hai
mehr o mah o anjum ko bujhaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
ho ga.e hai.n jamaa ajzaa-e-nigaah-e-aaftaab
zarre us ke ghar kii diivaaro.n ke rauzan me.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ko.ii rauzan na jharokaa na ko.ii darvaaza
merii ta.amiir me.n diivaar ziyaada niklii
Umair Najmi
Ghazal
ye shaamat aa.ii ki us kii galii me.n dil ne kahaa
khulaa hai rauzan-e-diivaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
shahr-e-kasrat me.n ajab ik rauzan-e-KHalvat khulaa
us ne jo dekhaa mujhe ik lamha bhar sab se alag
Sarmad Sahbai
Ghazal
ye bhii vaa hai kisii maanuus kiran kii KHaatir
rauzan-e-dar ko bhii ik diida-e-be-KHvaab samajh
Ahmad Faraz
Ghazal
josh-e-bahaar-e-kulfat-e-nazzaara hai 'asad'
hai abr pamba rauzan-e-diivaar-e-baaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n apnii aa.nkh ke rauzan se dekh saktaa huu.n
vo phuul bhii jo abhii shaaKH par nahii.n aayaa
Aftab Hussain
Ghazal
saaf be-parda nahii.n hotaa vo Gurfa me.n na ho
rauzan-e-dar se kabhii aa.nkh la.Daa.e to sahii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
majbuuri-e-hayaat me.n raaz-e-hayaat hai
zindaa.n ko mai.n ne rauzan-e-zindaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
rauzan-e-diivaar se hasrat bharii aa.nkhe.n la.Dii.n
ho ga.ii.n un se nigaahe.n chaar lekin duur se
Muztar Khairabadi
Ghazal
na puuchh siina-e-aashiq se aab-e-teG-e-nigaah
ki zaKHm-e-rauzan-e-dar se havaa nikaltii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
phir halqa-e-kaakul me.n pa.Dii.n diid kii raahe.n
juu.n duud faraaham hu.ii.n rauzan me.n nigaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
'saif' is daur me.n itnaa bhii Ganiimat samjho
qaid me.n rauzan-e-diivaar bhii dar hotaa hai
Saifuddin Saif
Ghazal
aa hii jaa.egii sahar matlaa-e-imkaa.n to khulaa
na sahii baab-e-qafas rauzan-e-zindaa.n to khulaa