SEARCH RESULTS
Showing search results for "rauzan"
Nazm MATCHES FOR "rauzan"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bujhaa jo rauzan-e-zindaa.n to dil ye samjhaa hai
ki terii maa.ng sitaaro.n se bhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
kaano.n pe ho na mere dair o haram kaa ehsaa.n
rauzan hii jho.npa.Dii kaa mujh ko sahar-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
ziyaada pas mat aana
ko.ii rauzan ko.ii khi.Dkii nahii.n baaqii
faqat qabre.n hii qabre.n hai.n
Rehman Faris
Nazm
goristan-e-shahi
abr ke rauzan se vo baalaa-e-baam-e-aasmaa.n
naazir-e-aalam hai najm-e-sabz-faam-e-aasmaa.n
Allama Iqbal
Nazm
kuchh der pahle nind se
aur ummiido.n ke rauzan shahr-e-aa.inda me.n khilte the
bahut aahista aahista
Iftikhar Arif
Nazm
talash
dekh ai josh-e-amal vo saqf ye diivaar hai
ek rauzan khol denaa bhii ko.ii dushvaar hai
Kaifi Azmi
Nazm
naqqad
baadalo.n se maah-e-nau kii ik uchaTtii sii ziyaa
jhaa.nknaa qatre ke rauzan se uruus-e-bahr kaa
Josh Malihabadi
Nazm
ai ri chiDiya
jaane is rauzan me.n baiThe baiThe
tuu kis dhyaan me.n tairii chi.Diyaa ai rii chi.Diyaa
Majeed Amjad
Nazm
ek kahani
ko.ii rauzan-e-dar darvaaza khul jaa.e to
ye is habs-zada kamre se baahar nikle