SEARCH RESULTS
Showing search results for "rauzan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rauzan"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bujhaa jo rauzan-e-zindaa.n to dil ye samjhaa hai
ki terii maa.ng sitaaro.n se bhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
kaano.n pe ho na mere dair o haram kaa ehsaa.n
rauzan hii jho.npa.Dii kaa mujh ko sahar-numaa ho
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "rauzan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rauzan"
Ghazal
ho ga.e hai.n jamaa ajzaa-e-nigaah-e-aaftaab
zarre us ke ghar kii diivaaro.n ke rauzan me.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ko.ii rauzan na jharokaa na ko.ii darvaaza
merii ta.amiir me.n diivaar ziyaada niklii
Umair Najmi
Ghazal
ye shaamat aa.ii ki us kii galii me.n dil ne kahaa
khulaa hai rauzan-e-diivaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
shahr-e-kasrat me.n ajab ik rauzan-e-KHalvat khulaa
us ne jo dekhaa mujhe ik lamha bhar sab se alag
Sarmad Sahbai
Ghazal
ye bhii vaa hai kisii maanuus kiran kii KHaatir
rauzan-e-dar ko bhii ik diida-e-be-KHvaab samajh
Ahmad Faraz
Ghazal
josh-e-bahaar-e-kulfat-e-nazzaara hai 'asad'
hai abr pamba rauzan-e-diivaar-e-baaG kaa