SEARCH RESULTS
Showing search results for "ravayya"
Ghazal MATCHES FOR "ravayya"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
roz dil me.n hasrato.n ko jaltaa bujhtaa dekh kar
thak chukaa huu.n zindagii kaa ye ravayya dekh kar
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
dete ho dastake.n yahaa.n sar pho.Dte ho vaa.n
kuchh farq to ravaa rakho diivaar-o-dar ke biich
Shahid Zaki
Ghazal
ham tire saath tire jaisaa ravayya rakhte
dene vaale ne magar aisii tabii.at nahii.n dii
Ahmad Ashfaq
Ghazal
ahbaab to ahbaab hai.n dushman ke ta.ii.n bhii
kam-zarf zamaane kaa ravayya nahii.n rakhtaa
Faragh Rohvi
Ghazal
tum ise merii shikaayat na samajhnaa lekin
ye ravayya to zamaane ke liye hotaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
na aarzuu ko.ii badlii na merii mahruumii
badal gayaa hai ravayya samaa.n nahii.n badlaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
mai.n us kaa zikr kisii aur se nahii.n kartaa
kahii.n ye meraa ravayya use buraa na lage
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
barso.n se is ke saath guzar kar rahe hai.n ham
har-chand zindagii kaa ravayya nahii.n pasand
Saleem Sarfaraz
Ghazal
is ghar ke makiino.n kaa ravayya bhii to dekhuu.n
taz.iin-e-dar-o-baam me.n khoyaa hu.aa kyuu.n huu.n
Ashfaq Husain
Ghazal
Iftikhar Haidar
Ghazal
jhi.Daknaa baat na sun.naa galaa dabaa denaa
miraa ‘umuumii ravayya hai KHvaahishaat ke saath
Sajid Raheem
Ghazal
na jaane kaun musiibat me.n kaam aa jaa.e
kisii ke saath ravayya nahii.n badalte hai.n
Azwar Shirazi
Ghazal
Dare hu.e hai.n samundar mirii ravaanii se
magar vo chaah ke rasta badal nahii.n sakte
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
is qadar talKH ravayya tuu mire saath na rakh
zindagii me.n tujhe siine se lagaa bhii na sakuu.n