SEARCH RESULTS
Showing search results for "rehlat"
Ghazal MATCHES FOR "rehlat"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
chhup jaate hai.n aaGosh me.n suuraj kii hamesha
ye chaa.nd-sitaare kabhii rehlat nahii.n karte
Wafa Naqvi
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaarvaa.n me.n pas-o-pesh ek hai manzil sab kii
ho ga.ii rehlat-e-har-shaah-o-gadaa mere ba.ad
Meer Kallu Arsh
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ham ga.e suu-e-adam tuu na vahaa.n se aayaa
naama-bar raah tirii taa-dam-e-rehlat dekhii
Waseem Khairabadi
Ghazal
Rasheed lakhnavi
Ghazal
milii ham ko raahat musiibat ke baad
ye din haath aaya hai muddat ke baad
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
kahte hai.n vo sun kar KHabar-e-rehlat-e-ushshaaq
jaldii gayaa kahnaa thaa hame.n kuchh safarii se
Habeeb Moosavi
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
kaarvaan-e-zindagii kaa lag rahaa hai chal chalaa.o
har-nafas ham ko sadaa-e-kos-e-rehlat ho to ho
Brahma Nand Jalees
Ghazal
le to aa.e shaa.irii baazaar me.n 'raahat' miyaa.n
kyaa zaruurii hai ki lahje ko bhii baazaarii rakho