SEARCH RESULTS
Showing search results for "rez"
Ghazal MATCHES FOR "rez"
Ghazal
marg-e-'jigar' pe kyuu.n tirii aa.nkhe.n hai.n ashk-rez
ik saaneha sahii magar itnaa aham nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ek din aap kii barham-nigahii dekh chuke
roz ik taaza qayaamat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
ik laal-qil.a thaa jo miyaa.n zard pa.D gayaa
ab ra.ng-rez kaun se kis jaa se laa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
barsaat kii rut ke vo tarab-rez manaazir
siine me.n na ik aag sii bha.Dkaa.e.n to so.e.n
Habib Jalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ik gardan-e-maKHluuq jo har haal me.n KHam hai
ik baazuu-e-qaatil hai ki KHuu.n-rez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
lab par ho shikva-rez tabassum bujhaa hu.aa
dil me.n magar kisii kii mohabbat sivaa rahe
Jameel Malik
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vaa.n ta.ana tiir-e-yaar yahaa.n shikva zaKHm-rez
baaham thii kis maze kii la.Daa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chaak daaman hai kis liye gul kaa
kis liye ashk-rez shabnam hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
raaz jo siina-e-fitrat me.n nihaa.n hotaa hai
sab se pahle dil-e-shaa.ir pe ayaa.n hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo sar jo terii raahguzar me.n thaa sajda-rez
mai.n ne kisii qadam pe jhukaayaa nahii.n hanuuz
Josh Malihabadi
Ghazal
gul-rez merii naala-kashii se hai shaaKH shaaKH
gulchii.n kaa bas chale to ye fan mujh se chhiin le
Nasir Kazmi
Ghazal
raas aa.e to hai chhaa.nv bahut barg o shajar kii
haath aa.e to har shaaKH samar-rez bahut hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
na lahuu kaa mausam-e-ra.ng-rez na dil na mai.n
ko.ii KHvaab thaa ki bikhar gayaa to KHabar hu.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
hai.n aap kii baate.n to shakar-rez par ai jaa.n
is guu.nge ke gu.D me.n bhii mazaa aur hii kuchh hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hote hai.n jaate hii maktab me.n parii-ruu KHuu.n-rez
kyaa ye jallaado.n ko ustaad kiyaa karte hai.n