SEARCH RESULTS
Showing search results for "rif.at-e-charkh-e-barii.n"
Ghazal MATCHES FOR "rif.at-e-charkh-e-barii.n"
Ghazal
rif.at-e-charKH-e-barii.n mahduud ho kar rah ga.ii
jab saro.n par dhund kaa saffaak lashkar jam gayaa
Ehteram Islam
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
ba.ad muddat jo mai.n ai charKH-e-kuhan yaad aayaa
kyaa sitam ko.ii nayaa mushfiq-e-man yaad aayaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
hausle kyo.n na dil-e-charKH-e-kuhan ke nikle
misl-e-yuusuf na phire jo hai.n vatan ke nikle
Ibraheem Aajiz
Ghazal
hausle kyo.n na dil-e-charKH-e-kuhan ke nikle
misl-e-yuusuf na phire jo hai.n vatan ke nikle
Ibraheem Aajiz
Ghazal
is daur me.n har ik tah-e-charKH-e-kuhan luTaa
auro.n kaa zar luTaa miraa naqd-e-suKHan luTaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
go tiir-e-be-gumaa.n hai mire paas par abhii
jaa.e nikal ke siina-e-charKH-e-barii.n se duur
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ba-qaul-e-'charKH' yahaa.n mastiyaa.n ubhartii hai.n
ye mai-kada to jahaan-e-shabaab hai saaqii
Charkh Chinioti
Ghazal
aaj maazii ke fasaane vo sune.nge ai 'charKH'
merii barbaad umiido.n ke kha.nDar dekhe.nge
Charkh Chinioti
Ghazal
apne haatho.n ke pale log jo ho jaa.e.n KHilaaf
un ke aKHlaaq pe ai 'charKH' malaal aataa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
sitam ho yaa karam ai 'charKH' kuchh ho
mohabbat kaa mai.n sadqa ban gayaa huu.n
Charkh Chinioti
Ghazal
vo faqiiro.n ko navaaze.n na navaaze.n ai 'charKH'
ham du.aa de ke chale aa.e.nge apnaa kyaa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
jab KHataa karte the us vaqt na sochaa ai 'charKH'
ham sar-e-hashr pashemaan bhii ho sakte hai.n
Charkh Chinioti
Ghazal
raasta dekhtii hai.n shaam se nazre.n ai 'charKH'
vo nahii.n aate to ho jaatii hai.n nam raat ga.e
Charkh Chinioti
Ghazal
maqsad thaa mile Gam se najaat is liye ai 'charKH'
ik umr mirii vaqf-e-KHiraajaat hu.ii hai
Charkh Chinioti
Ghazal
bikhar ke u.D ga.e auraaq-e-zindagii ai 'charKH'
ajal ke dosh pe ham bhii savaar ho ke chale