SEARCH RESULTS
Showing search results for "rihaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "rihaa.ii"
Ghazal
ashko.n ko aarzuu-e-rihaa.ii hai ro.iye
aa.nkho.n kii ab isii me.n bhalaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
nau-giraftaar-e-vafaa sa.i-e-rihaa.ii hai abas
ham bhii uljhe the bahut daam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
phir qafas me.n shor uTThaa qaidiyo.n kaa aur sayyaad
dekhnaa u.Daa degaa phir KHabar rihaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
agar yahii tirii duniyaa kaa haal hai maalik
to merii qaid bhalii hai mujhe rihaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
yaa to mai.n KHud hii rihaa.ii ke liye huu.n be-taab
yaa giraftaar ko.ii mere sivaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
hotii hai shaam aa.nkh se aa.nsuu ravaa.n hu.e
ye vaqt qaidiyo.n kii rihaa.ii kaa vaqt hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kisii diivaar par naaKHun ne likkhaa hai rihaa.ii
kisii ghar me.n asiirii kii aziyyat ro rahii hai
Azm Bahzad
Ghazal
ham Gariib logo.n ke aaj bhii vahii din hai.n
pahle kyaa asiirii thii aaj kyaa rihaa.ii dii
Bashir Badr
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
yaa ye bataa ki kyaa hai miraa maqsad-e-hayaat
yaa zindagii kii qaid se mujh ko rihaa.ii de