SEARCH RESULTS
Showing search results for "rijhaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "rijhaa.e"
Ghazal
bataa.o naa-muraad ke 'ajiib shauq hai.n
rijhaa.e hai.n ki chuum lo mire charan bhii hai.n
Shaariq Qamar
Ghazal
lo aaj ham ne to.D diyaa rishta-e-umiid
lo ab kabhii gila na kare.nge kisii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
haath chhuuTe.n bhii to rishte nahii.n chho.Daa karte
vaqt kii shaaKH se lamhe nahii.n to.Daa karte
Gulzar
Ghazal
vo ek rishta-e-benaam bhii nahii.n lekin
mai.n ab bhii us ke ishaaro.n pe sar jhukaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
bhale dino.n kaa bharosaa hii kyaa rahe.n na rahe.n
so mai.n ne rishta-e-Gam ko bahaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
ashko.n ko aarzuu-e-rihaa.ii hai ro.iye
aa.nkho.n kii ab isii me.n bhalaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
rishta-e-naaz ko jaanaa bhii to tum se jaanaa
jaama-e-faKHr pahannaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
Hastimal Hasti
Ghazal
aise rishte kaa bharam rakhnaa ko.ii khel nahii.n
teraa honaa bhii nahii.n aur tiraa kahlaanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
saare rishte hijrato.n me.n saath dete hai.n to phir
shahr se jaate hu.e hotaa hai daaman-giir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
bahut sataate hai.n rishte jo TuuT jaate hai.n
KHudaa kisii ko bhii taufiiq-e-aashnaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
is rishta-e-latiif ke asraar kyaa khule.n
tuu saamne thaa aur tasavvur KHudaa kaa thaa