SEARCH RESULTS
Showing search results for "rijhaa.e"
Nazm MATCHES FOR "rijhaa.e"
Nazm
jawab-e-shikwa
qudsi-ul-asl hai rif.at pe nazar rakhtii hai
KHaak se uThtii hai garduu.n pe guzar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
bahan dii tujhe aur shariik-e-safar
ye rishte ye naate gharaanaa ye ghar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
nuuh-e-nabii kaa aa kar Thahraa jahaa.n safiinaa
rif.at hai jis zamii.n kii baam-e-falak kaa ziinaa
Allama Iqbal
Nazm
alaw
aur do jismo.n ke ii.ndhan ko jalaa.e rakkhaa
raat-bhar bujhte hu.e rishte ko taapaa ham ne
Gulzar
Nazm
ram
ye hindiyo.n kii fikr-e-falak-ras kaa hai asar
rif.at me.n aasmaa.n se bhii uu.nchaa hai baam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
nutq ko sau naaz hai.n tere lab-e-ejaaz par
mahv-e-hairat hai surayyaa rif.at-e-parvaaz par
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri bar milo
aaj tak tum se rag-e-jaa.n ke ka.ii rishte the
kal se jo hogaa use kaun saa rishta kahiye
Mustafa Zaidi
Nazm
mujassama
resha-e-sa.ng se khii.nchii hu.ii zulfe.n jaise
raaste siina-e-kohsaar pe bal khaate hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
hubb-e-watan
rishte ulfat ke saare to.D chale
aur bilkul vatan ko chho.D chale