SEARCH RESULTS
Showing search results for "rindaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "rindaa.n"
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
savaal-e-mai na karuu.n saaqi-e-fara.ng se mai.n
ki ye tariiqa-e-rindaan-e-paak-baaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
shaiKH yahaa.n baat tirii pesh na jaave hargiz
aql kuu.n chho.D ke mat majlis-e-rindaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
kuchh aise bhii to hai.n rindaan-e-paak-baaz 'jigar'
ki jin ko be-mai-o-saaGar pilaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
raaz-e-daruun-e-parda ze-rindaan-e-mast purs
saalik hai kyuu.n hijaab-e-shuhuud-o-vajuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
'firaaq' bazm-e-charaaGaa.n hai mahfil-e-rindaa.n
saje hai.n pighlii hu.ii aag se chhalakte ayaaG
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
rindaan-e-dar-e-mai-kada gustaaKH hai.n zaahid
zinhaar na honaa taraf in be-adabo.n se
Mirza Ghalib
Ghazal
jaadaad-e-baada-noshii-e-rindaa.n hai shash-jihat
Gaafil gumaa.n kare hai ki getii KHaraab hai
Mirza Ghalib
Ghazal
rindaan-e-mai-aashaam nahii.n jaam ke paaband
ham ok se piite hai.n jo saaGar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
nashaat-e-sohbat-e-rindaa.n bahut Ganiimat hai
ki lamha lamha pur-aashob-o-pur-KHatar saa lage
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ab kahaa.n 'naatiq' ye bad-mastii kahaa.n
al-firaaq ai bazm-e-rindaa.n alvidaa.a
Natiq Gulavthi
Ghazal
is ko kam-zarfi-e-rindaan-e-giraamii kahiye
nashe chho.D aa.e mai-e-naab uThaa kar le aa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
tarab hai sheva-e-rindaan-e-aaqibat-naa-shanaas
jo gul na thaa vo gulistaa.n me.n muskuraa na sakaa
Nushur Wahidi
Ghazal
sab karishma hai faqat ra.ng-e-du.ii kaa varna
mazhab-e-piir-e-muGaa.n mushrib-e-rindaa.n hotaa