SEARCH RESULTS
Showing search results for "rindaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rindaa.n"
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR "rindaa.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rindaa.n"
Ghazal
kuchh aise bhii to hai.n rindaan-e-paak-baaz 'jigar'
ki jin ko be-mai-o-saaGar pilaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
raaz-e-daruun-e-parda ze-rindaan-e-mast purs
saalik hai kyuu.n hijaab-e-shuhuud-o-vajuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
'firaaq' bazm-e-charaaGaa.n hai mahfil-e-rindaa.n
saje hai.n pighlii hu.ii aag se chhalakte ayaaG
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
rindaan-e-dar-e-mai-kada gustaaKH hai.n zaahid
zinhaar na honaa taraf in be-adabo.n se
Mirza Ghalib
Ghazal
jaadaad-e-baada-noshii-e-rindaa.n hai shash-jihat
Gaafil gumaa.n kare hai ki getii KHaraab hai
Mirza Ghalib
Ghazal
rindaan-e-mai-aashaam nahii.n jaam ke paaband
ham ok se piite hai.n jo saaGar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
nashaat-e-sohbat-e-rindaa.n bahut Ganiimat hai
ki lamha lamha pur-aashob-o-pur-KHatar saa lage
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ab kahaa.n 'naatiq' ye bad-mastii kahaa.n
al-firaaq ai bazm-e-rindaa.n alvidaa.a
Natiq Gulavthi
Sher
tashriif laa.o kuucha-e-rindaa.n me.n vaa.izo
siidhii sii raah tum ko bataa de.n najaat kii














