SEARCH RESULTS
Showing search results for "riyaa"
Ghazal MATCHES FOR "riyaa"
Ghazal
magar ye ahl-e-riyaa kis qadar barahna hai.n
galiim o dalq o abaa o qabaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
munaafiqiin-e-tasavvuf kii maut huu.n mai.n 'alii'
har ik asiil har ik be-riyaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
sidq-o-safaa ne mujh ko kiyaa hai bahut KHaraab
makr-o-riyaa zaruur sikhaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
thii nigah merii nihaa.n-KHaana-e-dil kii naqqaab
be-KHatar jiite hai.n arbaab-e-riyaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
bataa rahii hai ye taqriib-e-mimbar-o-mehraab
ki muttaqii o riyaa-kaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
vo riyaa jis par the zaahid ta.ana-zan
pahle aadat phir ibaadat ho ga.ii
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
dil un ke saath magar teG aur shaKHs ke saath
ye silsila bhii kuchh ahl-e-riyaa kaa lagtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
vaa.iz ko apne aib-e-riyaa kaa rahaa KHayaal
rindo.n kii saaf saaf mazammat na ho sakii
Hasrat Mohani
Ghazal
uTh uTh ke baiTh baiTh ke kartaa hai kyuu.n Guruur
zaahid kahii.n ba.Dhaa.e na terii riyaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
riyaa to dil me.n thii maathe pe ab hai us kaa nishaa.n
kahaa.n kaa daaG kahaa.n daf.atan ubhar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
nahii.n hote hai.n riyaa-kaarii ke sajde mujh se
mai.n agar sar na jhukaa.uu.n to ibaadat samjho
Saba Akbarabadi
Ghazal
sab ne gale lagaa ke gale se judaa kiyaa
pahchaan hii nahii.n ki riyaa-kaar kaun hai
Najeeb Ahmad
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mohtasib aur ham hai.n dono.n muttafiq is baab me.n
barmalaa jo mai-kashii ho be-riyaa ho jaa.egii
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
mahz taskiin-baraarii ke bahaane hai.n sab
mai.n to kahtaa huu.n mohabbat bhii riyaa-kaarii hai