SEARCH RESULTS
Showing search results for "roband"
Ghazal MATCHES FOR "roband"
Ghazal
phir us ke baa'd zamaane ne mujh ko rau.nd diyaa
mai.n gir pa.Daa thaa kisii aur ko uThaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
aKHbaar me.n rozaana vahii shor hai yaanii
apne se ye haalaat sa.nvar kyuu.n nahii.n jaate
Mahboob Khizan
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ik duusre se bach ke nikalnaa muhaal thaa
ik duusre ko rau.nd ke jaanaa pa.Daa hame.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
paa.nv-tale hai rau.nd ke guzro kuchal ke dekho
piichhe jaa.o aage aa.o KHvaab kaa kyaa hai
Daniyal Tareer
Ghazal
ye kis maqaam pe laayaa gayaa KHudaayaa mujhe
ki aaj rau.nd ke guzraa hai meraa saaya mujhe
Aziz Nabeel
Ghazal
suukhte hii aa.nsu.o.n ke nuur aa.nkho.n kaa gayaa
bujh hii jaate hai.n diye jis vaqt sab roGan jalaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
raah-e-dil ko rau.nd kar aage nikal jaa.e.nge log
aa.nkh me.n uThtaa Gubaar-e-qaafila rah jaa.egaa
imtiyaz Khan
Ghazal
mai.n shahr shahr bhaTaktaa huu.n aur rozaana
KHud apnii zaat kii taamiir kartaa rahtaa huu.n
Raeesuddin Raees
Ghazal
har nayaa lamha hame.n rau.nd ke jaataa hai ki ham
apnii muTThii me.n gayaa vaqt chhupaa.e hu.e hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
dekhtaa thaa jise rozaana kii buniyaad pe mai.n
ek do saal se ik baar nahii.n dekh sakaa
Danish Naqwi
Ghazal
Aisha Ayub
Ghazal
hazaar tarah ke afkaar dil ko rau.nd rahe hai.n
muqaable me.n tire ranj-e-rozgaar hai aa jaa
Jameeluddin Aali
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
ghar kii diivaar se girte hu.e roGan kii tarah
ab mirii umr mire baal bataa dete hai.n
Fazil Jamili
Ghazal
vo aa.e aur zamii.n rau.nd kar chale bhii ga.e
hame.n bhii apnaa KHasaara bhulaa ke chalnaa hai