SEARCH RESULTS
Showing search results for "rogan"
Ghazal MATCHES FOR "rogan"
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
suukhte hii aa.nsu.o.n ke nuur aa.nkho.n kaa gayaa
bujh hii jaate hai.n diye jis vaqt sab roGan jalaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ghar kii diivaar se girte hu.e roGan kii tarah
ab mirii umr mire baal bataa dete hai.n
Fazil Jamili
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyaa namnaak ha.nsii diivaar-o-dar par thii
bachaa khuchaa sab rang o roGan bhiig gayaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
aduu bhii ho sabab-e-zindagii jo haq chaahe
nasiim-e-sub.h hai roGan charaaG me.n gul ke
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ham pe ra.ng-o-roGan kyaa tasviire.n kyaa
ghar ke pichhle hisse kii diivaar the ham
Kuldeep Kumar
Ghazal
tiirgii kii aa.ndhiyaa.n uThtii rahii.n har nuur se
ik charaaG aisaa hai siine me.n ki be-roGan jalaa
Shahab Jafri
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Swapnil Tiwari
Ghazal
dil me.n ra.ng-o-roGan-e-dahqaa.n kaa rahtaa hai KHayaal
roz-marra gaa.nv se aataa hai ghii mere liye
Shauq Bahraichi
Ghazal
allaah-re hamaaraa takalluf shab-e-visaal
roGan ke badle itr jalaayaa gulaab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Amn Lakhnavi
Ghazal
dil kii raahe.n raushan karte rahte hai.n
kis ke ghu.nghruu chhan-chhan karte rahte hai.n
Nadeem Fazli
Ghazal
mai.n ne roGan kii tijaarat to nahii.n kii lekin
shahr ke saare charaaGo.n ke nasab jaantaa huu.n
Saleem Siddiqui
Ghazal
mu.aaf karnaa aap hai.n jis par fidaa
saarii raunaq us pe rang roGan se hai