SEARCH RESULTS
Showing search results for "rotab"
Ghazal MATCHES FOR "rotab"
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dil to rotaa rahe or aa.nkh se aa.nsuu na bahe
ishq kii aisii rivaayaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
hai KHuun-e-jigar josh me.n dil khol ke rotaa
hote jo ka.ii diida-e-KHuu.n-naaba-fishaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
sham.a kii lau thii ki vo tuu thaa magar hijr kii raat
der tak rotaa rahaa ko.ii sirhaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
chhup ke rotaa huu.n tirii yaad me.n duniyaa bhar se
kab mirii aa.nkh se barsaat nahii.n hotii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
na rok le hame.n rotaa hu.aa ko.ii chehra
chale to mu.D ke galii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
ashk zaa.e.a ho rahe the dekh kar rotaa na thaa
jis jagah bantaa thaa ronaa mai.n udhar rotaa na thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
udaasiyaa.n ho.n musalsal to dil nahii.n rotaa
kabhii kabhii ho to ye kaifiyat bhii pyaarii lage
Ahmad Faraz
Ghazal
kaun rotaa hai yahaa.n raat ke sannaaTo.n me.n
mere jaisaa hii ko.ii hijr kaa maaraa hogaa
Wasi Shah
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mujh ko rotaa hu.aa dekhe.n to jhulas jaa.e.n raqiib
aag paanii me.n bhii ai soz-e-jigar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
jo baat hijr kii aatii to apne daaman se
vo aa.nsuu po.nchhtaa jaataa thaa aur mai.n rotaa thaa