SEARCH RESULTS
Showing search results for "roz-e-vasl"
Ghazal MATCHES FOR "roz-e-vasl"
Ghazal
mere lahje me.n jo Thahraav nahii.n aayaa 'roz'
kyaa mirii talKHii-e-hijrat ko nahii.n jaante ho
Rizwana Saeed Roz
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
mai.n aur us ko bulaa.uu.ngaa roz-e-vasl me.n lo
ajal bhii karne mohabbat kaa imtihaan lagii
Momin Khan Momin
Ghazal
mushkil thaa dekhnaa hii tiraa tis pe roz-e-vasl
laa.ii na chashm taab-e-nazar yak-na-shud do-shud
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
KHumaar-e-ishq bhii utregaa roz-e-vasl ke baad
rahegii apnii bhalaa umr bhar javaanii kyaa
Dinesh Kumar
Ghazal
jaa.e.nge roz-e-vasl ke lamhaat kii jagah
KHushbuu-e-lams-e-yaar churaae.nge aap bhii
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
jaa.e.nge roz-e-vasl ke lamhaat kii jagah
KHushbuu-e-lams-e-yaar churaae.nge aap bhii
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
qasd kartaa huu.n ham-aaGoshii kaa lekin roz-e-vasl
jii nikal jaataa hai us naazuk badan ko dekh kar
Hassamuddin Haider Nami
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kahte hai.n roz-e-vasl jise past-hausla
be-qadr hai mirii shab-e-hijraa.n ke saamne
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
shab-e-vasl murG-e-sahar yaad rakhnaa
zabaa.n kaaT luu.ngaa jo royaa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lutf aa.e jo shab-e-vasl mo.azzin so jaa.e
kyuu.nki vo gosh-bar-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai