SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruKHe"
Ghazal MATCHES FOR "ruKHe"
Ghazal
ruKH-e-raushan se naqaab apne ulaT dekho tum
mehr-o-mah nazro.n se yaaro.n kii utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye ka.abe se nahii.n be-vaj.h nisbat-e-ruKH-e-yaar
ye be-sabab nahii.n murde ko qibla-ruu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kyuu.n jal gayaa na taab-e-ruKH-e-yaar dekh kar
jaltaa huu.n apnii taaqat-e-diidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Gam-e-jahaa.n ho ruKH-e-yaar ho ki dast-e-aduu
suluuk jis se kiyaa ham ne aashiqaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har gul me.n dekhtaa ruKH-e-lailaa vo aa.nkh se
afsos qais dasht se gulshan nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
hijaab-e-ruKH-e-yaar the aap hii ham
khulii aa.nkh jab ko.ii pardaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
'bedam' namaaz-e-ishq yahii hai KHudaa-gavaah
har dam tasavvur-e-ruKH-e-jaanaana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ajab tarah ruKH-e-aa.indagii kaa rang u.Daa
dayaar-e-zaat me.n az-KHud guzashtagii hii rahii
Jaun Eliya
Ghazal
pa.D gayaa husn-e-ruKH-e-yaar kaa partav jis par
KHaak me.n mil ke bhii is dil kii safaa.ii na ga.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
na hu.ii ham se raqam hairat-e-KHatt-e-ruKH-e-yaar
safha-e.aa.ina jaulaa.n-gah-e-tuutii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
dil mat lagaa ruKH-e-araq-aaluud yaar se
aa.iine ko uThaa ki zamii.n nam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mastii me.n faroG-e-ruKH-e-jaanaa.n nahii.n dekhaa
sunte hai.n bahaar aa.ii gulistaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
aa.iina dikhaayaa to kahaa aa.iina-ruKH ne
aa.iine ko aa.iina dikhaayaa nahii.n jaataa