SEARCH RESULTS
Showing search results for "rul"
Ghazal MATCHES FOR "rul"
Ghazal
har zarra KHaak terii galii kii hai be-qaraar
yaa.n kaun saa sitam-zada maaTii me.n rul gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aayaa zaraa sii der rahaa Gul gayaa badan
apnii u.Daa.ii KHaak me.n hii rul gayaa badan
Farhat Ehsas
Ghazal
duur se to farq hii ko.ii nazar aataa nahii.n
is tarah rul mil ga.e hai.n phuul a.ngaaro.n ke saath
Zafar Iqbal
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
ishq kii ruu se to mai.n qais kaa ham-zulf hu.aa
jab vahii dasht-e-junuu.n Thahraa hai susraal miraa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
chaahe hai agar kal ko tirii nashv-o-numaa ho
dil khol ke daane kii tarah KHaak me.n rul aaj
Qayem Chaandpuri
Ghazal
jo uglaa vaqt ke aatish-fishaa.n ne
vo lamha KHaak me.n phir rul rahaa thaa
Ambarin Salahuddin
Ghazal
sai.nka.Do.n gul hu.e KHush-ra.ng chaman me.n khil ke
aaKHirash KHaak hu.e KHaak me.n sab rul-mil ke
Mirza Ali Lutf
Ghazal
rul jaa.e Thokaro.n me.n na ye taaj-e-KHusravii
naKHvat se apne sar ko na zinhaar kar buland
Zia Khurjavi
Ghazal
sab se nazar bachaa ke vo mujh ko kuchh aise dekhtaa
ek daf'a to ruk ga.ii gardish-e-maah-o-saal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaa
ruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
ham ki ruuThii hu.ii rut ko bhii manaa lete the
ham ne dekhaa hii na thaa mausam-e-hijraa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
mere labo.n pe mohr thii par mere shiisha-ruu ne to
shahr ke shahr ko miraa vaaqif-e-haal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
dayaar-e-Gair me.n mahram agar nahii.n ko.ii
to 'faiz' zikr-e-vatan apne ruu-ba-ruu hii sahii