SEARCH RESULTS
Showing search results for "rulaatii"
Ghazal MATCHES FOR "rulaatii"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ab apnii KHvaahishe.n kyaa kyaa use rulaatii hai.n
ye baat ham ne kahii thii magar na maanaa vo
Ahmad Faraz
Ghazal
Munazzah Noor
Ghazal
use kisii se mohabbat thii aur vo mai.n nahii.n thaa
ye baat mujh se ziyaada use rulaatii thii
Ali Zaryoun
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
raat vo KHuun rulaatii hai udaasii dil kii
rone lagtaa hai lipaT kar miraa bistar mujh se
Faizi
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
qismat ajiib khel dikhaatii chalii ga.ii
jo ha.ns rahe the un ko rulaatii chalii ga.ii
Lata Haya
Ghazal
ho.nTo.n pe baar baar zabaa.n phertaa thaa jo
us qaafile kii pyaas rulaatii hai aaj bhii
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
rah rah ke ab rulaatii hai piirii me.n un kii yaad
ha.ns ha.ns ke zaKHm khaa.e jo ham ne shabaab me.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
ko.ii to baat use itnaa rulaatii hogii
achchhaa lagtaa hai kise TuuT ke tanhaa ronaa
Aadil Rahi
Ghazal
dil ke zaKHmo.n ko jagaatii hai.n rulaatii hai.n so ham
aarzuu.o.n kii kifaalat nahii.n karne vaale
Zoya Shaikh
Ghazal
misl-e-gul ha.ns ke kisii roz tuu dil ko KHush kar
KHuu.n rulaatii hai hame.n Guncha-dahaanii terii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
suurate.n yuu.n to na yaaro.n kii rulaatii rahtii.n
ai Gam-e-marg ye sadme to na dil par hote