SEARCH RESULTS
Showing search results for "rumooz"
Ghazal MATCHES FOR "rumooz"
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
har aadmii nahii.n shaa.ista-e-rumuuz-e-suKHan
vo kam-suKHan ho muKHaatab to ham-kalaam kare.n
Nasir Kazmi
Ghazal
kiye hai.n faash rumuuz-e-qalandarii mai.n ne
ki fikr-e-madrasa-o-KHaanqaah ho aazaad
Allama Iqbal
Ghazal
rumuuz-e-harf na haath aa.e varna ai 'ashfaaq'
zamaane bhar se alag sochtaa to mai.n bhii huu.n
Ashfaq Husain
Ghazal
na.e insaan kaa jab daur-e-KHud-naa-aagahii badlaa
rumuuz-e-be-KHudii badle taqaazaa-e-KHudii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Aasi Karnali
Ghazal
hai.n aaj bhii vahii daar-o-rasan vahii zindaa.n
har ik nigaah-e-rumuuz-aashnaa ke raste me.n
Habib Jalib
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
puuchhtaa phirtaa thaa daanaa.o.n se ulfat ke rumuuz
yaad ab rah rah ke aatii hai vo naadaanii mujhe
Hafeez Jalandhari
Ghazal
vo maut jis kii ham 'ehsaan' sun rahe hai.n KHabar
rumuuz-e-ziist bhii samjhaa ga.ii to kyaa hogaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
rumuuz-e-ishq se kab hogii aashnaa.ii tirii
mire nadiim tuu samjhegaa kab ishaaraa miraa
Abdurrahman Wasif
Ghazal
u.ngliyo.n me.n utar aa.e hai.n basaarat ke rumuuz
tiirgii me.n rahe maKHfii ye hunar kis kaa hai
Aabid Jafri
Ghazal
'saajid' nigaah Daaliye ab ird-gard bhii
zikr-e-rumuuz ra.ng-e-asaatiir ho chukaa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
rumuuz-e-be-KHudii samjhe na asraar-e-KHudii samjhe
ba.Dii shai hai agar apnii haqiiqat aadmii samjhe
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
sahraa.iyo.n se siikhe ko.ii rumuuz-e-hastii
aabaadiyo.n me.n aksar dushman hai.n aagahii ke
Shakeb Jalali
Ghazal
kitne rumuuz-e-shauq in aa.nkho.n me.n rah ga.e
jin se nigaah-e-dost bhii mahram na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
rumuuz-e-husn junuu.n-aashnaa rahe varna
KHirad pukaartii jalve KHudaa ke dekh liyaa