SEARCH RESULTS
Showing search results for "sa.ng-ba-dast"
Ghazal MATCHES FOR "sa.ng-ba-dast"
Ghazal
galii me.n taak me.n baiThe hai.n tifl-e-sa.ng-ba-dast
ai merii KHvaahish-e-ayyaar aa.ngano.n tak rah
Jawayd Anwar
Ghazal
dekh le kyaa banii durgat tire diivaane kii
tifl hai.n sang-ba-dast shahr tamaashaa.ii hai
Shahid Najibabadi
Ghazal
dekh le kyaa banii durgat tire diivaane kii
tifl hai.n sang-ba-dast shahr tamaashaa.ii hai
Shahid Najibabadi
Ghazal
ye baat bhii tai ho ga.ii dahshat-zadagaa.n me.n
jo sa.ng-ba-dast aa.egaa sardaar banegaa
Ali Mutahhar Ashar
Ghazal
mai.n gul-ba-dast thii aur saaraa shahr sang-ba-dast
bhalaa hu.aa mirii bastii se vo chalaa hii gayaa
Ishrat Afreen
Ghazal
savaad-e-shahr me.n milte hai.n log sa.ng-ba-dast
savaad-e-shahr se sahraa ko raasta jo hu.aa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
ye sa.ng-zanii mere liye baarish-e-gul hai
thak jaa.o to kuchh sang ba-dast-e-digraa.n aur
Himayat Ali Shayar
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
ek zarb aur bhii ai zindagii-e-tesha-ba-dast
saa.ns lene kii sakat ab bhii mirii jaan me.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
sub.h-e-subuu-ba-dast se ab ke mile.nge ham
daar-o-rasan pe aa.e hai.n rindaana KHvaab me.n