SEARCH RESULTS
Showing search results for "saa.nvlaa"
Ghazal MATCHES FOR "saa.nvlaa"
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
is qadar dhuup thii sa.nvlaa ga.e raKHshaa.n chehre
jalte suuraj kaa magar rang bhii piilaa dekhaa
Jameel Malik
Ghazal
dabaa ke aa.ii hai siine me.n kaun sii aahe.n
kuchh aaj rang tiraa saa.nvlaa lage hai mujhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
nazro.n ne kis kii chaak kiye parda-haa-e-ra.ng
sa.nvlaa diyaa hai jis ne ruKH-e-yaar kaun hai
Zehra Nigaah
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
saa.nvlaa rang hai KHud us kii bahan kaa lekin
meraa beTaa hai ki vo gorii dulhan chaahtaa hai
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
kuchh dast-e-gul-farosh me.n sa.nvlaa ke rah ga.e
kuchh baaGbaa.n kii barq-navaazii se jal ga.e
Ahmad Riyaz
Ghazal
sub.h-e-visaal thii to tabii.at thii baaG baaG
shaam-e-firaaq aa.ii to sa.nvlaa ga.e hai.n ham
Ajmal Ajmali
Ghazal
sust ravish past qad saa.nvlaa hindii-nazhaad
tan bhii kuchh aisaa hii thaa qad ke mu.aafiq ayaa.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mire jamaal ko sa.nvlaa diyaa bhalaa kis ne
mirii taraf mire suuraj kaa aa.ina kar ke