SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabho.n"
Ghazal MATCHES FOR "sabho.n"
Ghazal
parastish kii yaa.n tak ki ai but tujhe
nazar me.n sabho.n kii KHudaa kar chale
Meer Taqi Meer
Ghazal
takliif dard-e-dil kii 'abas ham-nashii.n ne kii
dard-e-suKHan ne mere sabho.n ko rulaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tire visaal ke ham shauq me.n ho.n aavaara
aziiz dost sabho.n kii judaa.iyaa.n dekhii.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
jitne hai.n jaama-zeb jahaa.n me.n sabho.n ke biich
sajtii hai tere bar me.n saraapaa qabaa-e-eid
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
hamii.n bache hai.n yahaa.n aaKHiruz-zamaa.n lekin
sabho.n ko apnaa ta.aaruf de.n dar-ba-dar jaa.e.n
Jamal Owaisi
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
tarz-e-nigaah us kii dil le ga.ii sabho.n ke
kyaa momin o brahman kyaa gabr aur tarsaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
raaz un ke khule jaate hai.n ek ek sabho.n par
aur us pe tamaashaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Dattatriya Kaifi
Ghazal
kahtaa hai 'zafar' hai.n ye suKHan aage sabho.n ke
jo ko.ii yahaa.n saahib-e-irfaan hai maujuud
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hai us ke harf zer-e-labii kaa sabho.n me.n zikr
kyaa baat thii ki jis kaa ye bistaar ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
na puuchh marg-e-shanaasaa.ii kaa sabab kyaa hai
kabhii hame.n thaa ta'alluq sabho.n se ab kyaa hai
Siddique Mujibi
Ghazal
giitii ne zer-e-charKH rakhaa hai sabho.n ko thaam
is kashtii-e-jahaan kii la.ngar zamiin hai
Meer Hasan
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
Akram Naqqash
Ghazal
sabho.n kii aa ga.ii piirii jo tum javaan hu.e
zamii.n kaa dil hu.aa miTTii KHam aasmaan hu.e