SEARCH RESULTS
Showing search results for "sad.haa"
Ghazal MATCHES FOR "sad.haa"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sad.haa mutaalibaat ke baa'd ek jaam-e-talKH
duniyaa-e-jabr-o-sabr ko dha.Dkaa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
hai abhii mahtaab baaqii aur baaqii hai sharaab
aur baaqii mere tere darmiyaa.n sad.haa hisaab
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ye kis hasii.n dayaar kii ThanDii havaa chalii
har mauja-e-KHayaal pe sad-haa shikan pa.De
Majeed Amjad
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
hairaan huu.n ki us tak kis kis jihat se pahu.nchuu.n
aavaargii-talab hai.n sad-haa jihaat mujh se
Anwar Shuoor
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
sad.haa hijaab-haa-e-ta.ayyun ke baavajuud
vo kyaa kare.n jo un kii tamannaa kare ko.ii
Kaif Moradaabadi
Ghazal
Hadis Salsal
Ghazal
tum sajaa denaa khile sad.haa gulaabo.n se mujhe
aaKHirii hogaa tumhaaraa ye hii harjaana sanam
Dr. Bhagyashree Joshi
Ghazal
sad.haa fareb jis kii ibaadat me.n zam hu.e
us shaKHs kaa shumaar to ahl-e-hunar me.n hai
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
qulzum-e-ishq ek tuufaa.n-KHez hai
Duube is dariyaa me.n sad.haa-aashnaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
un kii vafaa pe aaj bhii iimaan hai miraa
ai vahm tere sad.haa savaalo.n ke baavajuud