SEARCH RESULTS
Showing search results for "saf-e-shafaq"
Ghazal MATCHES FOR "saf-e-shafaq"
Ghazal
ye sa.ng-e-KHvaab 'shafaq' aa.nkh ke pasiine par
kisii bhii vaqt phisal jaa.egaa KHabar nahii.n thii
Shafaq Sopori
Ghazal
ye hamaarii bad-nasiibii thii ki ab tak ai 'shafaq'
ishq me.n barbaadiyo.n ko raa.egaa.n samjhaa kiye
Usha Shafaq
Ghazal
kiyaa hai aise masaa.il ne muztarib dil ko
har ek ashk-e-'shafaq' Gam kaa ruKH badaltaa hai
Usha Shafaq
Ghazal
ai 'shafaq' puuchho na kyaa dil pe mire biit ga.ii
duur hii se vo mujhe dekh ke katraa jaanaa
Syed Shafaq Shah Chishti
Ghazal
ai 'shafaq' ek din uTThii thii ufuq se aa.ndhii
phir daraKHto.n pe ko.ii phuul na pattaa dekhaa
Shafaq Tahiri
Ghazal
vaqt aa.egaa to jaan bhii de duu.ngaa mai.n 'shafaq'
lekin abhii junuun-e-shahaadat nahii.n mujhe
Shafaq Tanveer
Ghazal
shab ke daaman me.n 'shafaq' yaa to sajaa lo mujh ko
sham-e-sozaa.n kii tarah yaa to jilaa lo mujh ko
Usha Shafaq
Ghazal
jo phuul aa.e mere liye vo hai.n chashm-e-nam
ab ghar sajaa.iye 'shafaq' ashko.n ke haar se
Usha Shafaq
Ghazal
bahaar aziiz hai vo kahte hai.n magar mujh ko
aziiz-tar hai 'shafaq' mausam-e-KHizaa.n mujh ko