SEARCH RESULTS
Showing search results for "saf-e-shafaq"
Nazm MATCHES FOR "saf-e-shafaq"
Nazm
ye kaun aaya
maqsuud-e-vafaa sun le kyaa saaf hai saada hai
jiine kii tamannaa hai marne kaa iraada hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
ek nae lafz ki taKHliq
aa.nkh chehra jabii.n haath lab lafz hai.n
sub.h-o-shaam-o-shafaq roz-o-shab lafz hai.n
Mohsin Naqvi
Nazm
urdu
mai-e-gul-rang-e-shafaq se rahe rangii.n tiraa jaam
terii har bazm-e-adab mai-kada-e-dil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
ek KHwab aur
taabish-e-ra.ng-e-shafaq aatish-e-ruu-e-KHurshiid
mil ke chehre pe sahar aa.ii hai KHuun-e-ahbaab
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHwab dekhna
misl-e-naira.ng-e-shafaq ham ne badalte dekhe
ishq-o-ummiid hai kyaa husn samajhte ho kise
Suraj Narayan Mehr
Nazm
holi
ab is mahiine me.n pahu.nchii hai yaa.n talak ye chaal
falak kaa jaama pahan surKHii-e-shafaq se laal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
gulo.n se mauj-e-shafaq rang khelne aa.ii
ajab hai arz-o-samaa par bahaar holii me.n
Birj Lal Raana
Nazm
gulabi chonch
mai.n gahrii soch me.n gum huu.n
saf-e-daanish-varaa.n kyaa in se bartar hai?
Ambar Bahraichi
Nazm
aaj ki raat
shabnamistaan-e-tajallii kaa fusuu.n kyaa kahiye
chaa.nd ne phe.nk diyaa raKHt-e-safar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tisri aankh
magar jaa.n-nisaarii ke is ma.arke me.n
saf-e-ham-rahaa.n ko palaT kar jo dekhaa