SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahiife"
Ghazal MATCHES FOR "sahiife"
Ghazal
mai.n paiGambar nahii.n huu.n phir bhii mujh me.n
ka.ii gum-sum sahiife bolte hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
us pe utre the mohabbat ke sahiife lekin
ek kaafir kahaa.n tauraat kaa matlab samjhe
Komal Joya
Ghazal
har din ke sahiife pe tiraa naam likhaa hai
har shab kii jabii.n teraa nishaan-e-kaf-e-paa thii
Ada Jafarey
Ghazal
girtii diivaaro.n se lag kar diimako.n ke qaafile
kuchh sahiife apnii aa.nkho.n se lagaane aa.e hai.n
Bashir Badr
Ghazal
mire liye to muqaddas hai.n vo sahiife bhii
jo raushnii ke liye raushnii banaate hai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
ajiib bastii thii chehre to apne jaise the
magar sahiife kisii ajnabii zabaan me.n the
Aashufta Changezi
Ghazal
har payambar se sahiife kaa taqaazaa na hu.aa
haq kaa ye qarz bhii niklaa to hamii.n par niklaa
Waheed Akhtar
Ghazal
mumkin hai daur-e-jashn-e-charaaGaa.n ho jab yahaa.n
vo tiirgii ba.Dhe ki sahiife jalaa.e.n ham
Ahmad Shahryar
Ghazal
mai.n mohabbat ke qabiile kaa payambar hotaa
tuu sahiife kii tarah mujh pe utaaraa jaataa
Noman Badr
Ghazal
shab-e-firaaq sahiife me.n jab hai Dhal jaatii
jo ashk zinda ho.n vo tab mazaaq karte hai.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
har ek samt sahiife khule pa.De the yahaa.n
tiraa nasiib ki tuu harf-aashnaa na hu.aa
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
har dil ko aap aa.ina-KHaana na jaaniye
patthar se saKHt hote hai.n shiishe kabhii kabhii
Sabiha Sumbul
Ghazal
KHuubsuurat guftuguu kyaa isti.aaro.n ke baGair
is sahiife ke liye juzdaan honaa chaahiye
Faheem Jogapuri
Ghazal
Nadeem Gullani
Ghazal
Mitali Raj Tiwari
Ghazal
pa.Dh kar na sunaa ham ko sitaaro.n ke sahiife
shaayad tirii mahfil me.n ko.ii KHaak-nashii.n ho