SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajda-e-shukraana"
Ghazal MATCHES FOR "sajda-e-shukraana"
Ghazal
mil jaa.e mai to sajda-e-shukraana chaahiye
piite hii ek laGzish-e-mastaana chaahiye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
gardish me.n chashm-e-dost kaa paimaana aagyaa
liije maqaam-e-sajda-e-shukraana aa gayaa
Shauq Mahri
Ghazal
yaar khii.nche teG tere qatl karne ke liye
sar jhukaa 'aatish' ye jaa-e-sajda-e-shukraana hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
saaqii ke dast-e-faiz ne insaa.n banaa diyaa
ai shaiKH adaa-e-sajda-e-shukraana chaahiye
Nawab Dehlwi
Ghazal
'muntahii' zer-e-qadam us yaar ke
sar kaTaanaa sajda-e-shukraana hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
maut aa.ii aane diijiye parvaa na kiijiye
manzil hai KHatm sajda-e-shukraana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
maut aa.ii aane diijiye parvaa na kiijiye
manzil hai KHatm sajda-e-shukraana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
mustahiq paa.uu.n to ye farz adaa ho jaa.e
apne maathe me.n liye sajda-e-shukraana phiruu.n
Mansoora Ahmad
Ghazal
sar rakh ke tire paa.nv pe ham karte hai.n shikva
kuchh log ise sajda-e-shukraana kahe.nge
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
mastii kii laGzisho.n ko thaa ehsaas-e-bandagii
girnaa hii meraa sajda-e-shukraana ho gayaa
Manzoor Hasan Nami
Ghazal
siikhaa huu.n mai-kade me.n tariiq-e-farotanii
jab tak ki sar hai sajda-e-shukraana saath hai
Nazm Tabatabai
Ghazal
utraa jo shiisha taaq se zaahid kaa hai ye haal
kartaa hai raqs sajda-e-shukraana chho.D kar
Nazm Tabatabai
Ghazal
shahr-e-vafaa kaa sajda-e-shukraana hai yahii
patthar se sar paTakte hai.n shahr-e-butaa.n ke log
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kyuu.nkar na karuu.n sajda-e-shukraana-e-KHaaliq
masjuud-e-KHalaa.iq huu.n na muhtaaj Ganii kaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
'kaifii' haram ke dar pe thaa jo kuchh vo faiz thaa
haa.n but-kade me.n sajda-e-shukraana ban gayaa
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
bas ek sajda-e-shukraana paa-e-saaqii par
ye mai-kada hai yahaa.n par KHudaa kaa naam na le
Sahir Bhopali
Ghazal
bas ek sajda-e-shukraana paa-e-saaqii par
ye mai-kada hai yahaa.n par KHudaa kaa naam na le