SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajda-e-shukraana"
Nazm MATCHES FOR "sajda-e-shukraana"
Nazm
nargis-e-mastana
jo mauj uThe dil se tire josh-e-talab me.n
sar rakh ke vahii.n sajda-e-shukraana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
nazr-e-watan
nazr-e-vatan phir ai dil diivaana chaahiye
phir har qadam pe sajda-e-shukraana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
naya KHun
zer-e-mehraab nahii.n hotii mohabbat kii namaaz
saaya-e-daar me.n ik sajda-e-be-baak kare.n
Qaisarul Jafri
Nazm
ye puri kaenat
to
qudrat kii ne.amate.n tumhe.n kabhii sajda-e-shukr se uThne na de.n
Javed Nadeem
Nazm
majazi KHuda
hurmat-e-bandagii ko kuchaltaa rahaa
sajda-e-ishq paamaal kartaa rahaa
Ishrat moin Seemaa
Nazm
sarod-e-shabana
dil me.n betaab hai sadaa-e-hayaat
aa.nkh gauhar nisaar kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
zarre ko aaftaab to kaa.nTe ko phuul kar
ai ruuh-e-sher sajda-e-shaa.ir qubuul kar
Josh Malihabadi
Nazm
taskin
ik muhaqqiq ne insaan ko buuzna jab kahaa
mai.n vahii.n sajda-e-shukr me.n gir gayaa
Akhtarul Iman
Nazm
kali barish
kyaa jal-tara.ng thaa ki
aadam ne zamiin par sajda-e-shukr adaa kiyaa aur
Sana Gorakhpuri
Nazm
chashm-e-bad-dur
aur sehn ko KHaalii kiyaa har KHaar se
phir sajda-e-haq kaa bajaa laanaa hu.aa
Shahram Sarmadi
Nazm
hilal-e-eid
muslimo.n ke sar jhuke.n hai.n sajda-e-allaah me.n
kyaa uKHuvvat kaa sabaq hai kyaa kamaal-e-eid hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
sajda-e-mohabbat se aa.o mo'atabar kar de.n
saal-e-nau ke aa.ngan ko KHushbu.o.n kaa ghar kar de.n
Aleena Itrat
Nazm
azm
sar-e-husain adaa kar rahaa hai sajda-e-shukr
guluu-e-KHushk pe KHanjar kii dhaar chaltii hai