SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajda-gah"
Ghazal MATCHES FOR "sajda-gah"
Ghazal
sajda-gaah-e-ahl-e-dil ba.ad-e-fanaa ho jaa.iye
saf.ha-e-hastii pe ik naqsh-e-vafaa ho jaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
tasbiih o sajda-gaah bhii sajda bhii mast mast
qibla bhii mast mast hai kaaba bhii mast mast
Javed Saba
Ghazal
hai jis kaa taKHt sajda-gah-e-KHaas-o-aam-e-shahr
mai.n us se milne ke liye be-kal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
ab tak hai sajda-gaah-e-aziizaan-e-rozgaar
jis KHaak par nishaan tire kafsh-e-paa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
qadmo.n me.n de.n jagah hame.n ahl-e-karam kahii.n
ham raa.ndgaa.n hai.n sajda-gah-e-KHaas-o-aam ke
Raheel Farooq
Ghazal
baada-noshii me.n agar husn-e-aqiidat hai shariik
bazm-e-saaqii sajda-gaah-e-do-jahaa.n ho jaa.egii
Masood Maikash Muradabadi
Ghazal
banaayaa sajda-gah-e-ins-o-jinn dilaa ne mire
'jamiila' sa.ng-e-dar-e-buu-turaab kar ke mujhe
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
mere muqallido.n ko mirii raah-e-shauq me.n
har gaam par nishaan milaa sajda-gaah kaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
nahii.n uThtaa hai sar sajde se meraa
magar hai sajda-gaah us KHaak-e-paa kii
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
qadam qadam pe mujhe sajda-gah nazar aa.e
ghiraa hu.aa huu.n mai.n bando.n me.n yaa KHudaa.o.n me.n
Jameel Yusuf
Ghazal
allaah de jo niyyat-e-KHaalis huzuur-e-qalb
phir arsh sajda-gaah hai kursii hai jaa-namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
sajda gaah-e-aam par sajde se kuchh haasil nahii.n
muft aaluuda jabiin-e-bandagii ho jaa.egii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
naqsh-e-qadam hu.aa huu.n mohabbat kii raah kaa
kyaa dil-kushaa makaa.n hai mirii sajda-gaah kaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
na ho.e kyuu.n dar-e-asnaam sajda-gah apnaa
jabii.n banii hai buto.n hii ke aastaa.n ke liye