SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajjaada"
Ghazal MATCHES FOR "sajjaada"
Ghazal
yahaa.n kahaa.n tiraa sajjaada aa ke KHaak pe baiTh
ki ham faqiir tujhe boriyaa nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
rakhtaa phiruu.n huu.n KHirqa o sajjaada rahn-e-mai
muddat hu.ii hai daavat aab-o-havaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ik boriye ke taKHt pe auqaat basar kii
zaahid bhii muqallid rahaa sajjaada-nashii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
aa ke sajjaada-nashii.n qais hu.aa mere ba.ad
na rahii dasht me.n KHaalii ko.ii jaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
phe.nk kar sub.ha o sajjaada o dastaar o kulaah
ba rabaab o daf o tambuura o paimaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
farsh mastaa.n karo sajjaada-e-be-tah ke ta.ii.n
mai kii taaziim karo shiishe kaa ikraam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
qais ke dar kaa mai.n sajjaada-nashii.n huu.n lekin
log kahte hai.n ki tuu ahl-e-KHirad hai had hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
kal 'miir' ne kyaa kyaa kii mai ke liye betaabii
aaKHir ko giro rakhaa sajjaada-e-mehraabii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
hamii hai.n saahib-e-sajjaada-e-qalam 'naazim'
adab se sar ko jhukaa.o adiib hai.n ham log
Nazim Jafri
Ghazal
jis pe gul-buuTe na the us par munaqqash the KHadang
ziist kii arzhang kaa ko.ii varaq saada na thaa
Shaukat Wasti
Ghazal
Rafeeq Jabir
Ghazal
jo jahaa.n ke aa.ina hai.n dil unho.n ke saada hai.n
dil me.n jaa dene ko vo har ek ke aamaada hai.n
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
'maanii' yahii suqraat kaa sajjaada-nashii.n hai
denaa hai use zahr bharaa jaam hame.n do
Mani Nagpuri
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise