SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajjaada"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sajjaada"
Ghazal
yahaa.n kahaa.n tiraa sajjaada aa ke KHaak pe baiTh
ki ham faqiir tujhe boriyaa nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
rakhtaa phiruu.n huu.n KHirqa o sajjaada rahn-e-mai
muddat hu.ii hai daavat aab-o-havaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ik boriye ke taKHt pe auqaat basar kii
zaahid bhii muqallid rahaa sajjaada-nashii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
aa ke sajjaada-nashii.n qais hu.aa mere ba.ad
na rahii dasht me.n KHaalii ko.ii jaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
PAGE MATCHES FOR "sajjaada"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
sabaada
सबादाسَبادَہ
سبادہ اور سن٘بادہ ایک پتھر ہوتا ہے کہ اس سے سامان بناتے ہیں اور حکاک نگینہ اسی سے تراشتے ہیں
MORE MATCHES FOR "sajjaada"
Ghazal
phe.nk kar sub.ha o sajjaada o dastaar o kulaah
ba rabaab o daf o tambuura o paimaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
farsh mastaa.n karo sajjaada-e-be-tah ke ta.ii.n
mai kii taaziim karo shiishe kaa ikraam karo
Meer Taqi Meer
Mukhammas
Akbar Allahabadi
Ghazal
kal 'miir' ne kyaa kyaa kii mai ke liye betaabii
aaKHir ko giro rakhaa sajjaada-e-mehraabii
Meer Taqi Meer
Ghazal
qais ke dar kaa mai.n sajjaada-nashii.n huu.n lekin
log kahte hai.n ki tuu ahl-e-KHirad hai had hai
Ahmad Aqeel
Sher
aa ke sajjaada-nashii.n qais hu.aa mere ba.ad
na rahii dasht me.n KHaalii mirii jaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Kulliyat
barso.n se hai tilaavat-o-sajjaada-o-namaaz
par mail-e-dil jo suu-e-mai-e-naab thaa so thaa
Meer Taqi Meer
Nazm
shah-e-daula chuha
sajjaada-nashiin ke havaale kar dii thii
vo ek naariikii sar vaale














