SEARCH RESULTS
Showing search results for "sakne"
Ghazal MATCHES FOR "sakne"
Ghazal
mil na sakne ke bahaane unhe.n aate hai.n bahut
Dhuu.nD lete hai.n ko.ii ham bhii mulaaqaat pe baat
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
tujhe zaraa dukh aur sisakne vaalaa mai.n
tirii udaasii dekh na sakne vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
hijr-Taksaal me.n Dhaalegaa Gazal ke sikke
terii mahfil me.n kabhii bol na sakne vaalaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
taab-e-diidaar juu laa.e mujhe vo dil denaa
mu.nh qayaamat me.n dikhaa sakne ke qaabil denaa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
ab un ke lauT na sakne kaa Gam tujhe kyuu.n ho
ki suu-e-daar tire hukm par ga.e hai.n log
Zuhoor Nazar
Ghazal
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
rahaa jaate jaate na dekh sakne kaa Gam hame.n
vo Gubaar uThaa ki savaar kaa na pata chalaa
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
Shiv Safar
Ghazal
bul-havas nazro.n ko piirii me.n hai itnaa hii malaal
u.D na sakne se jo haalat hotii hai ik baaz kii
Kanwal Siyalkoti
Ghazal
us ko na paa sake the jab dil kaa 'ajiib haal thaa
ab jo palaT ke dekhiye baat thii kuchh muhaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
tuu saamne hai to phir kyuu.n yaqii.n nahii.n aataa
ye baar baar jo aa.nkho.n ko mal ke dekhte hai.n