SEARCH RESULTS
Showing search results for "saliib-e-gam-e-dost"
Ghazal MATCHES FOR "saliib-e-gam-e-dost"
Ghazal
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
ai Gam-e-dost tiraa vo hii sahaaraa hogaa
be-KHabar rah ke tujhe jis ne bulaayaa hogaa
Muzafarunnisa Naz
Ghazal
kitnii mushkil se Gam-e-dost bayaa.n hotaa hai
ashk thamtaa hai na aa.nkho.n se ravaa.n hotaa hai
Shakur Javed
Ghazal
miT kar bhii Gam-e-dost me.n aaraam na aaya
had ho ga.ii marnaa bhii mire kaam na aaya
Raunaq Badauni
Ghazal
Gam-e-dost ko aasaa.ish-e-duniyaa se Garaz kyaa
biimaar-e-mohabbat ko masiihaa se Garaz kyaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
jab Gam-e-dost rag-o-pai me.n samaa jaataa hai
tab kahii.n jaa ke du.aa.o.n me.n asar aataa hai
Akhtar Gwaliori
Ghazal
Abrar Abid
Ghazal
Hafizullah Khan Badr
Ghazal
maut kyaa KHatm-e-hayaat-e-Gam-e-duniyaa karnaa
haasil-e-ziist hai marne kii tamannaa karnaa
Afqar Mohani
Ghazal
davaa-e-dard-e-Gam-o-iztiraab kyaa detaa
vo merii aa.nkho.n ko ra.ngiin KHvaab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
vaqaar-e-dard-o-Gam-e-zindagii nahii.n maaluum
nahii.n hai aadmii kyo.n aadmii nahii.n maaluum
Shaghil Adeeb
Ghazal
be-niyaaz-e-Gam-e-paimaan-e-vafaa ho jaanaa
tum bhii auro.n kii tarah mujh se judaa ho jaanaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mustaqil mahv-e-Gam-e-ahd-e-guzishta honaa
aise hone se to behtar hai na dil kaa honaa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
rahm ai Gam-e-jaanaa.n baat aa ga.ii yaa.n tak
dasht-e-gardish-e-dauraa.n aur mire garebaa.n tak
Shamim Jaipuri
Ghazal
dil kii barbaadii kaa ronaa ai Gam-e-naakaam kyaa
is tarah dard-e-mohabbat ko kare.n badnaam kyaa
Nazish Sahsarami
Ghazal
fasaana-e-Gam-e-hastii sunaa.e jaa hamdam
daraaz hai jo ye qissa daraaz rahne de