SEARCH RESULTS
Showing search results for "saltanat-e-KHaak"
Ghazal MATCHES FOR "saltanat-e-KHaak"
Ghazal
Saltanat Qaisar
Ghazal
na tez o tund havaa se milii najaat mujhe
na mai.n ne saltanat-e-KHaak se kinaara kiyaa
Rafiq Raaz
Ghazal
vo aadmii ki jo mahmil thaa aaftaabo.n kaa
ba-qadr-e-yak-do kaf-e-KHaak-e-rahguzar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
na daamano.n me.n yahaa.n KHaak-e-rahguzar baa.ndho
misaal nik.hat-e-gul mahmil-e-safar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Gubaar-o-KHaak me.n vo sab badal ga.e 'qudsii'
javaaharaat kaa ghar bhar anaaj pahle thaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
paarsaa ham-raah le jaa.e.nge pindaar-e-amal
ham to apne saath un kii KHaak-e-paa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
iiqaa.n kii phaTii lahad me.n jaa kar
mai.n KHaak-e-qayaas de rahaa huu.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ham dil-figaar chaak-e-garebaa.n jahaa.n rahe
paiham nishaana-e-sitam-e-aasmaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
tanhaa jiye to KHaak jiye lutf kyaa liyaa
ai KHizr ye to zindagii me.n zindagii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jab ho dam-e-aaKHir to bachaa lene kii taaqat
phir KHaak-e-shifaa me.n na kahii.n aab-e-baqaa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kis tarah kar diyaa dil-e-naazuk ko chuur chuur
is vaaqi.a kii KHaak hai patthar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kuucha-e-ishq kii sach puuchho to ham ne 'parvii.n'
kis qadar KHaak u.Daa.ii hai ilaahii tauba
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jo aa.nkhe.n tire KHaak-e-dar se hai.n raushan
milaayaa hai shaayad mamiiraa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
samajh me.n KHaak aa.e aql kii baat
ga.e hosh-o-KHirad aayaa jahaa.n dil