SEARCH RESULTS
Showing search results for "saltanat-e-KHaak"
Nazm MATCHES FOR "saltanat-e-KHaak"
Nazm
rabta
mai.n ka.Dii huu.n ga.e zamaano.n kii
shahr-e-maazii ke KHaak daano.n kii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
Tipu ki aawaz
mere lahuu kii buu.nd me.n Galtaa.n thii.n bijliyaa.n
KHaak-e-dakan ko mai.n ne sharar-aashnaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
dar-o-rasan
vo taKHt-e-saltanat-o-baargaah-e-sultaanii
ki jis me.n baiThte the aa ke zill-e-sub.haanii
Mohammad Ali Tishna
Nazm
bahadur-shah zafar
den hai tere lahuu kii tiraa fan qabze me.n
aaj bhii saltanat-e-sher-o-suKHan qabze me.n
Shamsii Meenai
Nazm
masjid-e-qurtuba
jin kii hukuumat se hai faash ye ramz-e-Gariib
saltanat-e-ahl-e-dil faqr hai shaahii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
eid ki achkan
is eid kii achkan ko pahan lete the jab ham
aatii thii nazar hech hame.n saltanat-e-jam
Syed Mohammad Jafri
Nazm
daryuza-gari
jaise ye saltanat-e-aab ke shahzaade ho.n
jin ke ik hukm se ho jaa.e zamii.n laala-farosh
Hameed Almas
Nazm
zauq o shauq
aalam-e-aab-o-KHaak me.n tere zuhuur se faroG
zarra-e-reg ko diyaa tuu ne tuluu-e-aaftaab!
Allama Iqbal
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n duurii ke KHas o KHaak tale
khil rahe hai.n tire pahluu ke saman aur gulaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taslim-o-raza
zulmat-kada-e-KHaak pe shaakir nahii.n rahtaa
har lahza hai daane ko junuu.n nashv-o-numaa kaa
Allama Iqbal
Nazm
ret aaina hai
ret aa.iina hai
aur za.ngaar-e-aa.iina har aalam-e-chaub-o-abresham-o-KHaak-daa.n
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
fikr
ba-ii.n in.aam-e-vafaa uf ye taqaaza-e-hayaat
zindagii vaqf-e-Gam-e-KHaak-nashiina.n kar de
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ye sar-zamin-e-watan
ye sar-zamiin-e-vatan aabruu-e-aalam-e-KHaak
ye sar-zamiin-e-vatan gulshan-e-bahaar-e-hayaat