SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-anjaam"
Ghazal MATCHES FOR "sar-anjaam"
Ghazal
naadaa.n kahaa.n tarab kaa sar-anjaam aur ishq
kuchh bhii tujhe shu.uur hai aaraam aur ishq
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
saamaan-e-tavakkul hai sar-anjaam hamaaraa
takliif hamaarii hai hai aaraam hamaaraa
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
parvaane kar chuke the sar-anjaam KHud-kushii
faanuus aa.De aa gayaa taqdiir dekhnaa
Yagana Changezi
Ghazal
sitam-shi.aar sataanaa kisii kaa KHuub nahii.n
bahut KHaraab sar-anjaam hai buraa.ii kaa
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
kartaa huu.n mai.n jo naale sar-anjaam baaG me.n
mu.nh dekho phir kare.nge ham aavaaz mere ba.ad
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n vo naa-tavaa.n huu.n agar zab.h kiije
na ik naala mujh se sar-anjaam hogaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
KHil.at diyaa jo zaKHmo.n kaa qaatil kii teG ne
naam-aavarii kaa KHuub sar-anjaam ho gayaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
sitam me.n Gam me.n sar-anjaam us kaa kyaa kahiye
hazaaro.n hasrate.n thii.n tis pe jii ko maar rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek KHajlat sii hai KHajlat mujhe ushshaaq me.n aah
ki sar-anjaam hu.e naala-e-dil KHvaah na do
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kaar-e-vahshat ko sar-anjaam yahii to degaa
kaam abhii ham ko bahut kuchh dil-e-be-kaar se hai
Khizr Nagpuri
Ghazal
uTh kha.De ho jo jhuke gardan-e-miinaa-e-sharaab
KHidmat-e-baada-gusaaraa.n hii sar-anjaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
duniyaa se bhii uqbaa se bhii sharminda rahe ham
kuchh ho na sakaa 'bahr' sar-anjaam kisii kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kyo.n jaan ke bhii log sab anjaan bahut hai.n
hai.n faa.ede kam 'ishq ke nuqsaan bahut hai.n
Sangeet Pandey
Ghazal
jaam-o-miinaa-o-mai-o-saaqii-o-mutrib ham-raah
is sar-anjaam se 'bedaar' kahaa.n jaataa hai