SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-dasht-o-chaman"
Ghazal MATCHES FOR "sar-e-dasht-o-chaman"
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
ik pe.D sar-e-dasht-e-tamannaa nazar aayaa
taa-hadd-e-gumaa.n abr kaa saaya nazar aayaa
Muslim Shameem
Ghazal
vo pareshaanii sar-e-dasht-e-adam hai ham ko
baaG-e-rizvaan bhii mil jaa.e to kam hai ham ko
Ehsanul Haq Mazhar
Ghazal
sar-e-dasht dil jo saraab thaa ko.ii KHvaab thaa
mirii KHvaahisho.n kaa azaab thaa ko.ii KHvaab thaa
Bushra Hashmi
Ghazal
zindagii us kii sar-e-dasht basar ho jaa.e
jo tujhe Dhuu.nDne nikle vo shajar ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
ye jo rah rah ke sar-e-dasht havaa chaltii hai
kitnii achchhii hai magar kitnaa buraa chaltii hai
Liaqat Jafri
Ghazal
ai dasht-e-aarzuu mujhe manzil kii aas de
merii thakan ko gard-e-safar kaa libaas de
Meraj Faizabadi
Ghazal
dariyaa o koh o dasht o havaa arz aur samaa
dekhaa to har makaa.n me.n vahii hai rahaa samaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ai dasht-e-shab-guzaar tirii aas kaa hiran
khaa.ii me.n yaas kii jo giraa ro pa.Dii pavan
M Kothiyavi Rahi
Ghazal
kabhii na KHud ko bad-andesh-e-dasht-o-dar rakkhaa
utar ke chaah me.n paataal kaa safar rakkhaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
baiThe hai.n tishna-kaam sar-e-rahguzar tamaam
saaqii tirii sharaab kaa armaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ab bhii hai ham ko ahl-e-chaman bas unhii.n se pyaar
is dil ko baar baar dukhaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ibn-e-chaman hai terii vafaa.o.n pe jaa.n-nisaar
apnaa banaa ke tuu ne mukammal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
asiir-e-dasht-e-tilismaat aab se nikle
bahut dino.n me.n safiine saraab se nikle
Javed Shaheen
Ghazal
navaah-e-dasht-e-junuu.n me.n udaas saare lage
daraKHt jitne mile sab KHizaa.n ke maare lage
Rakesh Dilbar
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
zulmat-e-dasht-e-adam me.n bhii agar jaa.uu.ngaa
le ke ham-raah mah-e-daaG-e-jigar jaa.uu.ngaa
Asar Sahbai
Ghazal
sab kuchh sipurd-e-dasht-e-balaa kar diyaa gayaa
ai saakinaan-e-shahr ye kyaa kar diyaa gayaa
Iqbal Nadeem
Ghazal
asiir-e-dasht-e-balaa kaa na maajraa kahnaa
tamaam puuchhne vaalo.n ko bas du.aa kahnaa