SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-dasht-o-chaman"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sar-e-dasht-o-chaman"
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
ik pe.D sar-e-dasht-e-tamannaa nazar aayaa
taa-hadd-e-gumaa.n abr kaa saaya nazar aayaa
Muslim Shameem
Sher
laa.e ga.e pahle to sar-e-dasht-e-ijaazat
maare ga.e phir vaadii-e-inkaar me.n ham log
Aziz Nabeel
Ghazal
vo pareshaanii sar-e-dasht-e-adam hai ham ko
baaG-e-rizvaan bhii mil jaa.e to kam hai ham ko
Ehsanul Haq Mazhar
PAGE MATCHES FOR "sar-e-dasht-o-chaman"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sar-e-dasht-o-chaman"
Ghazal
sar-e-dasht dil jo saraab thaa ko.ii KHvaab thaa
mirii KHvaahisho.n kaa azaab thaa ko.ii KHvaab thaa
Bushra Hashmi
Ghazal
zindagii us kii sar-e-dasht basar ho jaa.e
jo tujhe Dhuu.nDne nikle vo shajar ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
ye jo rah rah ke sar-e-dasht havaa chaltii hai
kitnii achchhii hai magar kitnaa buraa chaltii hai
Liaqat Jafri
Ghazal
ai dasht-e-aarzuu mujhe manzil kii aas de
merii thakan ko gard-e-safar kaa libaas de
Meraj Faizabadi
Ghazal
dariyaa o koh o dasht o havaa arz aur samaa
dekhaa to har makaa.n me.n vahii hai rahaa samaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
tez rakhiyo sar-e-har-KHaar ko ai dasht-e-junuu.n
shaayad aa jaa.e ko.ii aabla-paa mere ba.ad
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
ai dasht-e-shab-guzaar tirii aas kaa hiran
khaa.ii me.n yaas kii jo giraa ro pa.Dii pavan
M Kothiyavi Rahi
Ghazal
kabhii na KHud ko bad-andesh-e-dasht-o-dar rakkhaa
utar ke chaah me.n paataal kaa safar rakkhaa
Afzal Ahmad Syed
Sher
huu.n tishna-kaam-e-dasht-e-shahaadat zi-bas ki mai.n
girtaa huu.n aab-e-KHanjar-o-shamshiir dekh kar
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
baiThe hai.n tishna-kaam sar-e-rahguzar tamaam
saaqii tirii sharaab kaa armaa.n kiye hu.e