SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-hashr"
Ghazal MATCHES FOR "sar-e-hashr"
Ghazal
ai 'hashr' dekhnaa to ye hai chaudhvii.n kaa chaa.nd
yaa aasmaa.n ke haath me.n tasviir yaar kii
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
uThaayaa maslahatan ham ne KHuun kaa da.avaa
kisii kii aa.nkh sar-e-hashr niichii kyaa karte
Mahir Bilgrami
Ghazal
'jamiil' laakh buraa hai magar tumhaaraa hai
tum us kii laaj sar-e-hashr mustafaa rakhnaa
Mustafa Jameel
Ghazal
'mahmuud' karam dekh ke zaahid ne sar-e-hashr
ye chaahaa ki ban jaa.uu.n gunahgaar kii suurat
Mahmood Rampuri
Ghazal
aisii haalat to sar-e-hashr nazar aanii thii
jo tire saaya-e-diivaar nazar aa.ii hai
Shadab Javed
Ghazal
mai.n har gunaah kii haqiiqat bataa to duu.n sar-e-hashr
magar unhe.n jo har ilzaam se bachaanaa hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
jab KHataa karte the us vaqt na sochaa ai 'charKH'
ham sar-e-hashr pashemaan bhii ho sakte hai.n
Charkh Chinioti
Ghazal
guftuguu aap kii merii hai abhii jaa-e-tamaam
Gair-mumkin ki sar-e-hashr ye tanhaa.ii ho
Ziya Allahabadi
Ghazal
sho.ala-e-dil tuu jalaa.egaa hame.n yuu.n kab tak
terii marzii hai sar-e-hashr dahakte jaa.e.n
Farah Rizwi
Ghazal
sar-e-hashr vo to kahiye unhe.n dekh ke pareshaa.n
jo bayaa.n na ham badalte to kuchh aur baat hotii
Kamal Lakhnavi
Ghazal
nigaah-e-aas se dekhe hai sab taraf sar-e-hashr
kisii ke pal.De me.n 'gulfaam' nekiyaa.n kam hai.n
Muhiuddin Gulfam
Ghazal
'vahshat' ruke.n na haath sar-e-hashr dekhnaa
us fitna-KHuu kaa gosha-e-daamaa.n hii kyuu.n na ho
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
ham ko to sar-e-hashr thii ik aur kasak bhii
jaate hu.e ham ne ruKH-e-dilbar nahii.n dekhaa
Fakhr Abbas
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
baiThe hai.n rang ra.ng ujaale taraashne
rakh kar lahuu kii sham.a sar-e-rahguzaar log