SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-gamii-e-sabaa"
Ghazal MATCHES FOR "sar-gamii-e-sabaa"
Ghazal
rahne vaale hai.n 'sabaa' 'arsh-e-barii.n ke vo to
kahkashaa.n phir bhii sar-e-farsh bichaa.ii ham ne
Bubbles Hora Saba
Ghazal
be-barg-o-baar jism thaa mahruum-e-e'tibaar
sar-garmii-e-sabaa ne shajar ko shajar kiyaa
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
sar-sar chale to KHuubi-e-guftaar ke tufail
mauj-e-nasiim-o-baad-e-sabaa kah liyaa karo
Abdussamad ’Tapish’
Ghazal
na sah sakuu.ngaa Gam-e-zaat go akelaa mai.n
kahaa.n tak aur kisii par karuu.n bharosaa mai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
shab-e-siyaah-e-KHizaa.n ke sumuum-o-sar-sar tak
nigaar-KHaana-e-shub.h-o-sabaa se aayaa huu.n
Rais Amrohvi
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
ye sar-gashta jab tak rahaa is chaman me.n
ba-ra.ng-e-sabaa justujuu thii kasuu kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
raaz sar-basta rahaa kab chaak-daamaanii kaa haal
ai sabaa dikhlaa na apnii paak-daamaanii mujhe
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ho KHizaa.n kyuu.n-kar na gulshan kii bahaar
jab yahaa.n baad-e-sabaa sar-sar chale
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
shoKHii-e-dast-e-sabaa se to ko.ii kuchh na kahe
mere sar tohmat-e-gesuu-e-pareshaa.n Thahre
Qaisar Siddiqi
Ghazal
ye chiize.n zaruurii hai.n taKHayyul ko hamaare
ik jaam sar-e-shaam ho aur baad-e-sabaa ho
Abu Hurrairah Abbasi
Ghazal
sar-KHamiida shahr me.n us ke hariim-e-naaz tak
buu-e-gul ke vaaste dast-e-sabaa to chaahiye
Khalid Jamal
Ghazal
Sahba Akhtar
Ghazal
KHabar nahii.n mujhe kis samt le ke u.D jaa.e
ka.ii dino.n se mire sar me.n hai havaa-e-sabaa
Khatir Ghaznavi
Ghazal
vo zaKHm diye baad-e-sabaa ne ki shajar ne
patta bhii sar-e-shaaKH-e-tamannaa nahii.n rakkhaa