SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-garaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "sar-garaa.n"
Ghazal
Farigh Bukhari
Ghazal
mai.n ne kahaa ham se zamaana hai sar-garaa.n
us ne kahaa ki aur ise sar-garaa.n karo
Sirajuddin Zafar
Ghazal
junuu.n se vahaa.n kaam letaa huu.n 'shaariq'
KHirad ko jahaa.n sar-garaa.n dekhtaa huu.n
Shariq Merthi
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
manzil simaT ke KHud hii mire paas aa ga.ii
mai.n sar-garaa.n thii raah-guzaaro.n kii god me.n
Zohra Naseem
Ghazal
sar-garaa.n aaj hai.n 'jaabir' se suKHan ke naqqaad
kal ko me.aar-e-Gazal us kii fuGaa.n Thahregii
Rafeeq Jabir
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
qalandaro.n se milaa muzhda-e-subuk-ruuhii
jo bazm-e-hosh se nikle to sar-garaa.n nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
ishq se sar-garaa.n na ho husn se bad-gumaa.n na ho
jis ke liye KHizaa.n na ho us ke liye bahaar kyaa
Basit Bhopali
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ye aarzuu hai badal jaa.e rasm-e-shahr-e-vafaa
udaas husn na ho ishq sar-garaa.n na rahe
Jafar Baluch
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
sab gharo.n me.n to charaaGo.n kaa ujaalaa hogaa
lekin afsurda faqat raat kaa chehraa hogaa
Satya Nand Java
Ghazal
misaal-e-charKH rahaa 'aasmaa.n' sar-gardaa.n
par aaj tak na khulaa ye ki justujuu kyaa hai
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
naza.a kaa aalam hai chaara-saaz ghabraane lage
ab tire biimaar-e-Gam ko Gash pe Gash aane lage
Jauhar Zahiri
Ghazal
sar-o-gardan kii judaa.ii dekho
teG-e-qaatil kii safaa.ii dekho