SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-phiro.n"
Ghazal MATCHES FOR "sar-phiro.n"
Ghazal
KHaamushii me.n hii bhalaa.ii hai miyaa.n
sar-phiro.n ko aur barham kyaa kare.n
Geetanjali Geet
Ghazal
saarii duniyaa aa rahii hai dekhne ke vaaste
sar-phiro.n ne ek kar Daale hai.n viiraane ka.ii
Nazeer Banarasi
Ghazal
miraa shumaar unhii sar-phiro.n me.n hotaa hai
jinhe.n udaasii sar-e-shaam Thiik lagne lage
Komal Joya
Ghazal
hamaare haal se mat kar qayaas-e-naakaamii
ki sar-phiro.n ke muqaddar badalte rahte hai.n
Ali Minai
Ghazal
rahte zamiin par hai.n nazar aasmaa.n pe hai
paaya hai sar-phiro.n ne tire dekh kyaa dimaaG
Aftab Hussain
Ghazal
aaj maqtal me.n lagaa hai sar-phiro.n kaa ik hujuum
phir kisii qaatil ke jauhar aazmaa.e jaa.e.nge
Aazim Kohli
Ghazal
ham sar-phiro.n kaa zauq-e-sukuunat na puuchhiye
jab shahr ta.ng ho ga.e sahraa basaa.e hai.n
Naseem Abbasi
Ghazal
kuchh aur sar-phiro.n ko bhii vahshat ne aa liyaa
majnuu.n kaa dasht par vo ijaara nahii.n rahaa
Masood Ahmad
Ghazal
ye aasmaan unhii.n sar-phiro.n se sar hogaa
tasavvuraat ko jo baal-o-par samajhte hai.n
Amit Bajaj
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
ho farsh taptii ret kaa yaa maKHmalii libaas ho
ki sar-phiro.n ke vaaste ye dasht kyaa makaan kyaa
Rasikh Shahid
Ghazal
Zubair Farooq
Ghazal
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
Shaad Fidai Dehlvi
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
sar-e-firaaq bhii tark-e-anaa nahii.n hotii
ki TuuT jaatii hai diivaar vaa nahii.n hotii