SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarak"
Ghazal MATCHES FOR "sarak"
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
sarak ga.e the jo aa.nchal vo phir sa.nvaare ga.e
khule hu.e the jo sar un pe phir ridaa aa.ii
Parveen Shakir
Ghazal
daf.atan sarak jaanaa chehre se naqaab us kaa
chaa.nd ke ubharne me.n der kitnii lagtii hai
Naseer Baloch
Ghazal
qadam uThe hai.n to dhuul aasmaan tak jaa.e
chale chalo ki jahaa.n tak bhii ye sa.Dak jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Tuk ho.nT hilaa.uu.n to ye kahtaa hai na bak be
aur paas jo baiThuu.n to sunaataa hai sarak be
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHabar bhii hai tujhe aa.iina dekhne vaale
kahaa.n gayaa hai dupaTTa sarak ke shaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
sarak gayaa ko.ii saayaa simaT gayaa ko.ii duur
kisii ke aks kii pyaasii kashish sahii bhii na thii
Majeed Amjad
Ghazal
us ruu-e-aatishii.n se burqaa sarak gayaa thaa
gul bah gayaa chaman me.n KHajlat se aab ho kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
vahii.n vo duur sarak kar itaab se bolaa
hamaare saath na ho kar tuu be-qaraar lipaT
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo cha.Dh rahaa thaa judaa.ii kii sii.Dhiyaa.n 'KHurram'
sarak rahaa thaa miraa haath shaane se us ke
Khurram Afaq
Ghazal
rotii rahii lipaT ke har ik sa.ng-e-miil se
majbuur ho ke shahr ke andar sa.Dak ga.ii
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
itnii jaldii ko.ii qurbat bhii ba.Dhaataa hai kahii.n
teraa dil hai ke dupaTTa hai sarak jaataa hai
Harshit Mishra
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
paa.nv ko haath lagaayaa tuu lagaa kahne sarak
tujh ko qurbaan karuu.n haath lagaane vaale
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
kis ko kahtaa hai miyaa.n yaa.n se sarak yaa.n se sarak
ko.ii baiThaa nahii.n aa kar tire dar ke aage
Meer Hasan
Ghazal
yakka ulaT ke rah gayaa gho.Daa bha.Dak gayaa
kaalii sa.Dak pe chaa.nd saa chehra chamak gayaa