SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarkash"
Ghazal MATCHES FOR "sarkash"
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ai buto sarkash agar ho aatish-e-ra.ng-e-hinaa
sho.ala-e-javvaala ban jaa.e.n tumhaarii chuu.Diyaa.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
havaa.e sarkash o saffaak ke muqaabil bhii
ye dil bujhe.nge na mish.al du.aa kiye jaa.e.n
Iftikhar Arif
Ghazal
aaj kii raat havaa.e.n behad sarkash lagtii hai.n
aaj charaaG jalaa.e rakhnaa kitnaa mushkil hai
Naseem Sahar
Ghazal
naakaamiyo.n ne aur bhii sarkash banaa diyaa
itne hu.e zaliil ki KHuddaar ho ga.e
Karrar Noori
Ghazal
tuu vo KHud-sar ki ulajh jaataa hai aa.iino.n se
mai.n vo sarkash ki jo tujh se tiraa saanii maa.nge
Shahid Kabir
Ghazal
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
imtiyaz Khan
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
havaa-e-tund se kab tak la.Degaa shola-e-sarkash
abas hai KHud-numaa.ii kii havas me.n jalvagar honaa
Yagana Changezi
Ghazal
Nomaan Shauque
Ghazal
jalaayaa shab ik sho.ala-e-dil ne ham ko
ki us tund sarkash me.n KHuu thii kasuu kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Waqar Manvi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
nafs-e-ammaara saa rakhtaa hai ye sarkash dushman
aadmii ke liye Gaafil nahii.n rahnaa behtar